pahle to vo haath pakadkar kamre se baahar laaya aur phir mujh...ko is duniya men yaar akela chhod gaya
Related Sher
ab in jale hue jismoon pe KHud hi saaya karo tumhein kaha tha bataa kar qareeb aaya karo main uske baad mahinon udaas rehta hooñ mazaak men bhi mujhe haath mat lagaaya karo
Tehzeeb Hafi
295 likes
uske haath men phool hai mat kahiye kahiye uskaa haath hai phool ko phool banaane men
Charagh Sharma
76 likes
ham bhi gaav men shaam ko baitha karte the hamko bhi haalaat ne baahar bheja hai
Zahid Bashir
94 likes
saare ka saara to meraa bhi nahin aur vo shaKHs be-vafa bhi nahin ghaur se dekhne pe boli hai shaa dii se pahle sochna bhi nahin
Kushal Dauneria
85 likes
main choomta hooñ to vo haath kheench leta hai use pata hai ye seedhi kahaan pe jaani hai
Nadir Ariz
104 likes
More from Tanoj Dadhich
jo saanson ko ginte ginte jeeta hai uski maut zara jal dii aa jaati hai
Tanoj Dadhich
7 likes
bahut hairaan hain ham bhi tumhaare bin banaa diya kisi kii muskuraahat ne hamaara din banaa diya
Tanoj Dadhich
5 likes
rooh meri ab karegi intizaar qabr men ye phone bhi rakh deejie
Tanoj Dadhich
13 likes
agar tum der se sote ho afsar ban nahin sakte agar tum waqt pe sote ho shayar ban nahin sakte
Tanoj Dadhich
16 likes
aage chalkar jisse shaa dii karne ho pahle din se jhooth nahin kahte usse
Tanoj Dadhich
12 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Tanoj Dadhich.
Similar Moods
More moods that pair well with Tanoj Dadhich's sher.







