purane ahd ke qisse sunata rahta hai bacha hua hai jo budha shajar hamari taraf
Related Sher
ham to kuchh der hañs bhi lete hain dil hamesha udaas rehta hai
Bashir Badr
114 likes
teraa banta tha ki tu dushman ho apne haathon se khilaaya tha tujhe teri gaali se mujhe yaad aaya kitne taano se bachaaya tha tujhe
Ali Zaryoun
114 likes
ab in jale hue jismoon pe KHud hi saaya karo tumhein kaha tha bataa kar qareeb aaya karo main uske baad mahinon udaas rehta hooñ mazaak men bhi mujhe haath mat lagaaya karo
Tehzeeb Hafi
295 likes
hamne ab tak gaal bacha ke rakhe hain kya tumne bhi gulaal bacha ke rakhe hain
Anand Raj Singh
107 likes
yuñ jo takta hai aasmaan ko tu koi rehta hai aasmaan men kya
Jaun Elia
164 likes
More from Tahir Faraz
tamaam din ke dukhon ka hisaab karna hai main chahta hooñ koii mere aas-paas na ho
Tahir Faraz
0 likes
zindagi tere ta’qqub men ham itnaa chalte hain ki mar jaate hain
Tahir Faraz
0 likes
nazar bacha ke guzarte ho to guzar jaao main aaina hooñ meri apni zimmedaari hai
Tahir Faraz
0 likes
jab kabhi bolna vaqt par bolna muddaton sochna mukhtasar bolna
Tahir Faraz
0 likes
vo sar bhi kaat deta to hota na kuchh malaal afsos ye hai us ne meri baat kaat dii
Tahir Faraz
51 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Tahir Faraz.
Similar Moods
More moods that pair well with Tahir Faraz's sher.







