qaid se baahar main aanaa chahta hooñ aaj phir se muskurana chahta hooñ haarne kii har wajah hai saamne par jeetne ka ik bah aanaa chahta hooñ
Related Sher
bichhad ga.e to ye dil umr bhar lagega nahin lagega lagne laga hai magar lagega nahin nahin lagega use dekh kar magar KHush hai main KHush nahin hooñ magar dekh kar lagega nahin
Umair Najmi
1244 likes
shaayad mujhe kisi se mohabbat nahin hui lekin yaqeen sab ko dilaata raha hooñ main
Jaun Elia
839 likes
bichadkar uskaa dil lag bhi gaya to kya lagega vo thak jaayega aur mere gale se aa lagega main mushkil men tumhaare kaam aaun ya na aaun mujhe awaaz de lena tumhe achha lagega
Tehzeeb Hafi
751 likes
vo ladkar bhi so jaa.e to uskaa maatha choomun main usse mohabbat ek taraf hai usse jhagda ek taraf
Varun Anand
264 likes
maana ki teri deed ke qaabil nahin hooñ main tu miraa shauq dekh miraa intizaar dekh
Allama Iqbal
296 likes
More from Amaan Pathan
amaan ik naseehat hai tumko hamaari sahi vaqt par dil lagao kabhi tum
Amaan Pathan
7 likes
sab yaar sochte the rahega vahii samaan ik main hi bas bacha hooñ koii sau pachaas men
Amaan Pathan
7 likes
vo she'r jis..ko sun ke log gham-zada hue vo she'r to likha tha koii chau thii class men
Amaan Pathan
7 likes
tum sipaahi aandhiyon ke main diyon ka baadshaah main lada toofaan se bhi phir ye hawa kya cheez hai
Amaan Pathan
8 likes
aashiqi sirf ruswaai deti hai aur aashiqon ka koii maqbara bhi nahin
Amaan Pathan
0 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Amaan Pathan.
Similar Moods
More moods that pair well with Amaan Pathan's sher.







