raat agar sone ke li.e hai maula to phir in aankhoñ ko neend ata kar
Related Sher
ye alag baat ki KHaamosh khade rahte hain phir bhi jo log bade hain vo bade rahte hain
Rahat Indori
484 likes
tumhein husn par dastaras hai mohabbat wohabbat badaa jaante ho to phir ye batao ki tum us kii aankhoñ ke baare men kya jaante ho ye jugraafiya falsafa psychology science riyaazi waghera ye sab jaanna bhi ahem hai magar us ke ghar ka pata jaante ho
Tehzeeb Hafi
1279 likes
Ham ne us ko itnaa dekha jitnaa dekha ja sakta tha lekin phir bhi do aankhoñ se kitnaa dekha ja sakta tha
Farrukh Yar
979 likes
muddaton baad ik shaKHs se milne ke li.e aaina dekha gaya baal sanwaare ga.e
Jaun Elia
314 likes
main agar apni jawaani ke suna doon qisse ye jo launde hain mere paanv dabane lag jaa.e
Mehshar Afridi
136 likes
More from Irshad Siddique "Shibu"
wafa naam pe sab dagaa kar rahe hain mohabbat se ham is li.e dar rahe hain KHushi se kahaan koi hai jee raha ab KHushi se to sab khudkushi kar rahe hain jawaan ham hon maa baap boodhe ho jaayen jawaani se ham is li.e dar rahe hain ki nadaani men ishq kar baithe थे,सो jawaani men ab shaayri kar rahe hain
Irshad Siddique "Shibu"
2 likes
naiiñ milnaa gar bhej koii photo hi pyaase ko qatra bhi bahut hota hai
Irshad Siddique "Shibu"
1 likes
o KHuda ke bande tu rota kahaan hai pattharon ke paas dil hota kahaan hai
Irshad Siddique "Shibu"
2 likes
shikaayat jo bhi hai niptaaiye ghar meinna deeje hansne ka ik mauka ghairoon ko
Irshad Siddique "Shibu"
2 likes
siyaasatdaan bhi hairaano pareshaan hain ki kaise dost pandit aur musalmaan hain
Irshad Siddique "Shibu"
2 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Irshad Siddique "Shibu".
Similar Moods
More moods that pair well with Irshad Siddique "Shibu"'s sher.







