raat bhi neend bhi kahaanii bhi haaye kya cheez hai jawaani bhi
Related Sher
tumhein ham bhi sataane par utar aayen to kya hogaa tumhaara dil dukhaane par utar aayen to kya hogaa ha men badnaam karte phir rahe ho apni mehfil men agar ham sach bataane par utar aayen to kya hogaa
Santosh S Singh
339 likes
paron ko khol zamaana udaan dekhta hai zameen pe baith ke kya aasmaan dekhta hai
Shakeel Azmi
283 likes
hua hi kya jo vo ha men mila nahin badan hi sirf ek raasta nahin ye pehla ishq hai tumhaara soch lo mere li.e ye raasta naya nahin
Azhar Iqbal
298 likes
gulaab KHvaab davaa zahar jaam kya kya hai main aa gaya hooñ bataa intizaam kya kya hai
Rahat Indori
263 likes
kuchh na rah sakaa jahaan viraaniyaan to rah gaiin tum chale ga.e to kya kahaaniyaan to rah gaiin
Khalil Ur Rehman Qamar
164 likes
More from Firaq Gorakhpuri
kyun intiha-e-hosh ko kahte hain sahodaar khursheed hi kii aakhiri manzil to raat hai
Firaq Gorakhpuri
2 likes
zindagi kya hai aaj ise ai dost soch len aur udaas ho jaayen
Firaq Gorakhpuri
12 likes
kamii na ki tire wahshi ne KHaak udaane men junoon ka naam uchhalta raha zamaane men
Firaq Gorakhpuri
23 likes
jo un maasoom aankhoñ ne diye the vo dhoke aaj tak main kha raha hooñ
Firaq Gorakhpuri
23 likes
vo raaton-raat siri-krishna ko uthaaye hue bala ki qaid se basdev ka nikal jaana
Firaq Gorakhpuri
28 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Firaq Gorakhpuri.
Similar Moods
More moods that pair well with Firaq Gorakhpuri's sher.







