rail dekhi hai kabhi siine pe chalne vaali yaad to honge tujhe haath hilate hue ham
Related Sher
dushmani jam kar karo lekin ye gunjaish rahe jab kabhi ham dost ho jaayen to sharminda na hon
Bashir Badr
81 likes
kabhi jo KHvaab tha vo pa liya hai magar jo kho gaii vo cheez kya thii
Javed Akhtar
96 likes
faasle aise bhi honge ye kabhi socha na tha saamne baitha tha mere aur vo meraa na tha
Adeem Hashmi
94 likes
ab ke ham bichhde to shaayad kabhi KHvaabon men milen jis tarah sukhe hue phool kitaabon men milen
Ahmad Faraz
95 likes
vo jispar uski rahmat ho vo daulat maangtaa hai kya mohabbat karne vaala dil mohabbat maangte hai kya tumhaara dil kahe jab bhi ujaala ban ke aa jaana kabhi ugta hua suraj izazat maangtaa hai kya
Ankita Singh
98 likes
More from Nomaan Shauque
tum to sar dii ki haseen dhoop ka chehra ho jise dekhte rahte hain deewaar se jaate hue ham
Nomaan Shauque
26 likes
vo mere lams se mahtaab ban chuka hota magar mila bhi to jugnoo pakadne waalon ko
Nomaan Shauque
28 likes
kis ne hamaare shahar pe maari hai raushni har ik makaan ke zakhm se jaarii hai raushni
Nomaan Shauque
28 likes
ek din dono ne apni haar maani ek saath ek din jis se jhagdate the usii ke ho ga.e
Nomaan Shauque
30 likes
hamaare khauf se bazaar uchhalte hain jahaan bhar men sisakne se hamaare kaun si sarkaar girti hai
Nomaan Shauque
18 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Nomaan Shauque.
Similar Moods
More moods that pair well with Nomaan Shauque's sher.







