sanam tere gulaabi gaal ab us..ko mubarak ho vo tere hont jo the laal ab us..ko mubarak ho yahii tha aakhiri pal jo guzaara saath men anchal nayi duniya naya ye saal ab us..ko mubarak ho
Related Sher
gale milnaa na milnaa to teri marzi hai lekin tere chehre se lagta hai teraa dil kar raha hai
Tehzeeb Hafi
575 likes
haath khaali hai tere shahar se jaate jaate jaan hoti to meri jaan lutate jaate
Rahat Indori
118 likes
teraa banta tha ki tu dushman ho apne haathon se khilaaya tha tujhe teri gaali se mujhe yaad aaya kitne taano se bachaaya tha tujhe
Ali Zaryoun
114 likes
mat pooch ki kya haal hai meraa tere peeche tu dekh ki kya rang hai teraa mere aage
Mirza Ghalib
180 likes
KHud ko itnaa bhi mat bachaaya kar baarishen hon to bheeg jaaya kar kaam le kuchh haseen hothon se baaton baaton men muskuraya kar
Shakeel Azmi
101 likes
More from Anchal Maurya
un se kah do ke vo ab baam pe aaya na karen kitne logon ko vo barbaad kiya karte hain
Anchal Maurya
0 likes
apne hujre men pada rehta hai chupchaap anchal log awaaz pe awaaz diya karte hain
Anchal Maurya
0 likes
yaaron main bheem bhi to hua karta tha magar panchi kii aankh ne mujhe arjun banaa diya
Anchal Maurya
2 likes
tune chhodaa chhoot gaya ye munh fera phir rooth gaya ye ik naazuk sa dil tha meraa jab toda tab toot gaya ye
Anchal Maurya
5 likes
ghazab zindagi jee raha hooñ burii hai magar pee raha hooñ
Anchal Maurya
5 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Anchal Maurya.
Similar Moods
More moods that pair well with Anchal Maurya's sher.







