sapnon men dekha karte hain tumko aur to varna phir koi zariya nain
Related Sher
hamaare baad tere ishq men naye ladke badan to choomenge zulfen nahin sanvaarenge
Vikram Gaur Vairagi
333 likes
ham bhi dariyaa hain ha men apna hunar maaloom hai jis taraf bhi chal padenge raasta ho jaayega
Bashir Badr
373 likes
jo khandaani raeis hain vo mizaaj rakhte hain narm apna tumhaara lahjaa bataa raha hai tumhaari daulat nayi nayi hai
Shabeena Adeeb
368 likes
tumhein ham bhi sataane par utar aayen to kya hogaa tumhaara dil dukhaane par utar aayen to kya hogaa ha men badnaam karte phir rahe ho apni mehfil men agar ham sach bataane par utar aayen to kya hogaa
Santosh S Singh
339 likes
tumhein husn par dastaras hai mohabbat wohabbat badaa jaante ho to phir ye batao ki tum us kii aankhoñ ke baare men kya jaante ho ye jugraafiya falsafa psychology science riyaazi waghera ye sab jaanna bhi ahem hai magar us ke ghar ka pata jaante ho
Tehzeeb Hafi
1279 likes
More from Prakamyan Gautam
vo sab jo bas tum se kehna tha mujh...ko kahtaa firta hooñ poori duniya se main
Prakamyan Gautam
1 likes
uske jaison kii hoti hai duniya ham jaison ka to kamra hota hai
Prakamyan Gautam
1 likes
ye dukh qismat ko dhona tha paakar to us..ko khona tha deewaron par likh jaata hai ye hona tha vo hona tha
Prakamyan Gautam
2 likes
ye lo dil aur dimaagh tumhaara jaaneman ab baaki kya hai aur hamaara jaaneman
Prakamyan Gautam
2 likes
milte the jin men har shab ham vo sapne bhi ab aate nain
Prakamyan Gautam
1 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Prakamyan Gautam.
Similar Moods
More moods that pair well with Prakamyan Gautam's sher.







