sawaalon se bach kar KHuda laapata hai zamaana ye saara hi bas dekhta hai ye maasoom bacche bhi ab mar rahe hain batao na in bachchon kii kya KHataa hai
Related Sher
khu dii ko kar buland itnaa ki har taqdeer se pahle KHuda bande se KHud pooche bataa teri raza kya hai
Allama Iqbal
471 likes
jahaan tak mujhse matlab hai jahaan ko vahii tak mujh...ko poocha ja raha hai zamaane par bharosa karne waalon bharose ka zamaana ja raha hai
Naeem Akhtar Khadimi
69 likes
chupke chupke raat din aañsu bahaana yaad hai ham ko ab tak aashiqi ka vo zamaana yaad hai
Hasrat Mohani
69 likes
ye vo qabeela hai jo husn ko KHuda maane yahaañ pe kaun teri baat ka bura maane ishaara kar diya hai aapki taraf maine ye bacche pooch rahe the ki be-vafa maane
Kushal Dauneria
74 likes
ham vo hain jo KHuda ko bhool ga.e tum meri jaan kis gumaan men ho
Jaun Elia
563 likes
More from Raunak Karn
sahi men yaar vo hardam hamaare paas rehta tha pata hai hi nahin ab kyuuñ vahii bistar badalta hai
Raunak Karn
0 likes
samajh to hai nahin us..ko kisi majbooriyon ki haan nazar aate kamii vo to sabhi naukar badalta hai
Raunak Karn
0 likes
na hogii ye garaj ki saath men ho sab zaroorat pe akelaa yaar jaayenge
Raunak Karn
0 likes
sabhi vo paitre ko aazma ke dekh kar ke ab pata hai bhi nahin vo kyuuñ sabhi nishtar badalta hai
Raunak Karn
0 likes
zamaana dekh lega kaun hain ham vaqt aane par abhii KHud ko jalaenge abhii KHud ko tapaenge abhii to ja rahe hain doob karke maat khaane ko magar ik roz raunaq banke ham bhi laut aayenge
Raunak Karn
0 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Raunak Karn.
Similar Moods
More moods that pair well with Raunak Karn's sher.







