sayyaad mira karne laga mujhse gilaa ye is qaid-e-mohabbat se ravaani hi nahin hai
Related Sher
pyaar do baar thodii hota hai ho to phir pyaar thodii hota hai yahii behtar hai tum use roko mujhse inkaar thodii hota hai
Zubair Ali Tabish
138 likes
tu mohabbat se koi chaal to chal haar jaane ka hausla hai mujhe
Ahmad Faraz
135 likes
ye mujhe chain kyun nahin padta ek hi shaKHs tha jahaan men kya
Jaun Elia
508 likes
main kya kahooñ ke mujhe sabr kyun nahin aata main kya karoon ke tujhe dekhne ki aadat hai
Ahmad Faraz
118 likes
koi itnaa pyaara kaise ho saka hai phir saare ka saara kaise ho saka hai tujhse jab milkar bhi udaasi kam nahin hoti tere baghair guzaara kaise ho saka hai
Jawwad Sheikh
163 likes
More from arjun chamoli
ye rishton kii ahmiyat ka asar yuñ hai zindagi men jo ik rishta toot jaa.e bikhrti hai zindagi bhi
arjun chamoli
3 likes
dhool jamne se na badle hain kitaabon men fasaane waqt bhar de ghaav har ik ye zaroori to nahin hai
arjun chamoli
1 likes
sabr ka hai imtihaan aur jabr bhi hai intiha paas vo aate nahin aur door bhi jaane na den
arjun chamoli
1 likes
इस से पहले कि ये रुत तबाह हो जाए हम से बस इक हसीन गुनाह हो जाए खो जाना है ये वक़्त आज हो या कल मिल जाए रूह जिस्म गवाह हो जाए
arjun chamoli
2 likes
ye jo khanjar hai apna hai mohabbat kii nishaani hai nikalna khoon laazim hai yuñ hairaani karen to kyun
arjun chamoli
3 likes
Similar Writers
Our suggestions based on arjun chamoli.
Similar Moods
More moods that pair well with arjun chamoli's sher.







