shaam se un ke tasavvur ka nasha tha itna niind aai hai to ankhon ne bura maana hai
Related Sher
khu dii ko kar buland itnaa ki har taqdeer se pahle KHuda bande se KHud pooche bataa teri raza kya hai
Allama Iqbal
471 likes
khabaab aankhoñ men band kar lete baat gar dil ki chand kar lete aap bhi ho hi jaate deewane gar kisi ko pasand kar lete
Sandeep Thakur
87 likes
itnaa sangeen paap kaun kare mere dukh par vilaap kaun kare chetna mar chuki hai logon ki paap par pashchaataap kaun kare
Azhar Iqbal
109 likes
ujaale apni yaadon ke hamaare saath rahne dona jaane kis gali men zindagi ki shaam ho jaa.e
Bashir Badr
111 likes
teri soorat se hai aalam men bahaaron ko sabaat teri aankhoñ ke siva duniya men rakha kya hai
Faiz Ahmad Faiz
401 likes
More from Unknown
ye saal bhi udaasiyaan de kar chala gaya tum se mile baghair december chala gaya
Unknown
18 likes
na hon ashaar men maani na sahi KHud kalaami ka zariya hi sahi tum na nawaazo she'r ko na sunaayenge ye meraa zaati nazariya hi sahi
Unknown
21 likes
lagta hai kaii raaton ka jaaga tha musavvir tasveer kii aankhoñ se thakan jhaank rahi hai
Unknown
0 likes
duniya men vahii shaKHs hai tazeem ke qaabil jis shaKHs ne haalaat ka rukh mod diya ho
Unknown
22 likes
kya qayamat hai ki aariz un ke neele pad ga.e ham ne to bosa liya tha KHvaab men tasveer ka
Unknown
23 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Unknown.
Similar Moods
More moods that pair well with Unknown's sher.







