siyah raat nahin leti naam dhalne ka yahi to vaqt hai suraj tire nikalne ka
Related Sher
bichhad ga.e to ye dil umr bhar lagega nahin lagega lagne laga hai magar lagega nahin nahin lagega use dekh kar magar KHush hai main KHush nahin hooñ magar dekh kar lagega nahin
Umair Najmi
1244 likes
shaayad mujhe kisi se mohabbat nahin hui lekin yaqeen sab ko dilaata raha hooñ main
Jaun Elia
839 likes
hamaare baad tere ishq men naye ladke badan to choomenge zulfen nahin sanvaarenge
Vikram Gaur Vairagi
333 likes
mere aañsu nahin tham rahe ki vo mujhse juda ho gaya aur tum kah rahe ho ki chhodo ab aisa bhi kya ho gaya may-kadon men meri lainein padhte firte hain log maine jo kuchh bhi pee kar kaha falsafa ho gaya
Tehzeeb Hafi
388 likes
kuchh baat hai ki hasti mitati nahin hamaari sadiyon raha hai dushman daur e zamaan hamaara
Allama Iqbal
354 likes
More from Shahryar
tamaam umr ka hisaab maangti hai zindagi ye meraa dil kahe to kya ki khud se sharmasaar hai
Shahryar
0 likes
jahaan men hone ko ai dost yuuñ to sab hogaa tere labon pe mere lab hon aisa kab hogaa
Shahryar
0 likes
na khush-gumaan ho is par tu ai dil-e-saada sabhi ko dekh ke vo shaKHs muskurata hai
Shahryar
15 likes
ya tere alaava bhi kisi shay ki talab hai ya apni mohabbat pe bharosa nahin ham ko
Shahryar
27 likes
ham khush hain ha men dhoop viraasat men mili hai ajdaad kahii ped bhi kuchh bo ga.e hote
Shahryar
32 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Shahryar.
Similar Moods
More moods that pair well with Shahryar's sher.







