sochta hooñ ye chalti raahon men baithi hogii vo uski baahon men
Related Sher
agar tum ho to ghabraane ki koi baat thodii hai zara si boonda-baan dii hai bahut barsaat thodii hai ye raah-e-ishq hai is men qadam aise hi uthte hain mohabbat sochne waalon ke bas ki baat thodii hai
Abrar Kashif
221 likes
gulaab KHvaab davaa zahar jaam kya kya hai main aa gaya hooñ bataa intizaam kya kya hai
Rahat Indori
263 likes
maine usse pyaar kiya hai milkiiyyat ka daava nai vo jiske bhi saath hai main us..ko bhi apna maanta hooñ
Ali Zaryoun
228 likes
nahin lagega use dekh kar magar KHush hai main KHush nahin hooñ magar dekh kar lagega nahin
Umair Najmi
201 likes
hazaaron saal nargis apni be-noori pe roti hai badi mushkil se hota hai chaman men deeda-war paida
Allama Iqbal
207 likes
More from Vaseem 'Haidar'
zindagi meri jaisi kisi kii na ho ho agar aisi to zindagi hi na ho
Vaseem 'Haidar'
0 likes
yaad ik din mujhe karoge tum ek din meraa naam loge tum kya karoon tumko rok kar jaanaan jaanta hooñ nahin rukoge tum
Vaseem 'Haidar'
0 likes
yaad bhi yaad hai yaad ka kya dhool hai ishq fariyaad ka kya kyun mohabbat mujhe hai sataati vo tira hijr roodaad ka kya
Vaseem 'Haidar'
0 likes
yaad hai vo mujhe phir yahii gham bhoolna chahte hain yahii ham
Vaseem 'Haidar'
0 likes
yahaañ meraa koi shanaasa na ho mohabbat ho lekin tamasha na ho
Vaseem 'Haidar'
0 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Vaseem 'Haidar'.
Similar Moods
More moods that pair well with Vaseem 'Haidar''s sher.







