yaad ik din mujhe karoge tum ek din meraa naam loge tum kya karoon tumko rok kar jaanaan jaanta hooñ nahin rukoge tum
Related Sher
tumhein husn par dastaras hai mohabbat wohabbat badaa jaante ho to phir ye batao ki tum us kii aankhoñ ke baare men kya jaante ho ye jugraafiya falsafa psychology science riyaazi waghera ye sab jaanna bhi ahem hai magar us ke ghar ka pata jaante ho
Tehzeeb Hafi
1279 likes
shaayad mujhe kisi se mohabbat nahin hui lekin yaqeen sab ko dilaata raha hooñ main
Jaun Elia
839 likes
bichadkar uskaa dil lag bhi gaya to kya lagega vo thak jaayega aur mere gale se aa lagega main mushkil men tumhaare kaam aaun ya na aaun mujhe awaaz de lena tumhe achha lagega
Tehzeeb Hafi
751 likes
ham vo hain jo KHuda ko bhool ga.e tum meri jaan kis gumaan men ho
Jaun Elia
563 likes
bade naadaan ho tum bhi zara samjha karo baatein gale milkar jo roti hai bichhadkar kitna royegi
Ankita Singh
211 likes
More from Vaseem 'Haidar'
vo ladki college jaati hai padhne ko dil meraa taiyaar hai us par marne ko
Vaseem 'Haidar'
0 likes
yaad hai vo mujhe phir yahii gham bhoolna chahte hain yahii ham
Vaseem 'Haidar'
0 likes
yaad bhi yaad hai yaad ka kya dhool hai ishq fariyaad ka kya kyun mohabbat mujhe hai sataati vo tira hijr roodaad ka kya
Vaseem 'Haidar'
0 likes
us..ko KHvaabon men choom aaya hooñ saari duniya main ghoom aaya hooñ
Vaseem 'Haidar'
0 likes
us..ko rukhsat kiya tha jahaan par jaane kyuuñ ham wahin par khade hain mujh...ko paagal banaa ke vahaañ vo jaan-e-jaan kiske peechhe pade hain
Vaseem 'Haidar'
0 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Vaseem 'Haidar'.
Similar Moods
More moods that pair well with Vaseem 'Haidar''s sher.







