sukh ki machhlii dukh ke gehre saagar men hanste gaate bhi zinda rah sakti hai
Related Sher
kisi gali men kiraye pe ghar liya usne phir us gali men gharo ke kiraye badhne lage
Umair Najmi
162 likes
kyuuñ darein zindagi men kya hogaa kuchh na hogaa to tajurba hogaa
Javed Akhtar
156 likes
sabhi ka KHoon hai shaamil yahaañ ki miTTi men kisi ke baap ka hindustan thodii hai
Rahat Indori
144 likes
hazaaron saal nargis apni be-noori pe roti hai badi mushkil se hota hai chaman men deeda-war paida
Allama Iqbal
207 likes
agar tum ho to ghabraane ki koi baat thodii hai zara si boonda-baan dii hai bahut barsaat thodii hai ye raah-e-ishq hai is men qadam aise hi uthte hain mohabbat sochne waalon ke bas ki baat thodii hai
Abrar Kashif
221 likes
More from Saarthi Baidyanath
zindagi le rahi maze meri main maze zindagi ke le raha hooñ
Saarthi Baidyanath
0 likes
zindagi karz ki teri saansen sood ke saath main chuka doonga
Saarthi Baidyanath
0 likes
zindagi mushkil bahut hai aap hain haasil bahut hai
Saarthi Baidyanath
0 likes
zindagi gudgu dii ke jaisi hai aap rone lagoge hanste hue
Saarthi Baidyanath
0 likes
waqt ke haath-pair baandh sakoon aisi zanjeer ho to le aao
Saarthi Baidyanath
0 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Saarthi Baidyanath.
Similar Moods
More moods that pair well with Saarthi Baidyanath's sher.







