sukoon qalb ko jis se mil jaa.e taabaan ghazal koi aisi suna deejiyega
Related Sher
ham bhi dariyaa hain ha men apna hunar maaloom hai jis taraf bhi chal padenge raasta ho jaayega
Bashir Badr
373 likes
muddaton baad ik shaKHs se milne ke li.e aaina dekha gaya baal sanwaare ga.e
Jaun Elia
314 likes
hua hi kya jo vo ha men mila nahin badan hi sirf ek raasta nahin ye pehla ishq hai tumhaara soch lo mere li.e ye raasta naya nahin
Azhar Iqbal
298 likes
vo ladkar bhi so jaa.e to uskaa maatha choomun main usse mohabbat ek taraf hai usse jhagda ek taraf
Varun Anand
264 likes
koi shahar tha jiski ek gali meri har aahat pahchaanti thii mere naam ka ik darwaaza tha ik khidki mujh...ko jaanti thii
Ali Zaryoun
321 likes
More from Anwar Taban
tu us nigaah se pee waqt-e-may-kashee taabaan ki jis nigaah pe qurbaan paarsaai ho
Anwar Taban
14 likes
shaghl tha dasht-navar dii ka kabhi ai taabaan ab gulistaan men bhi jaate hue dar lagta hai
Anwar Taban
15 likes
aaj maghoom kyun ho ai taabaan kuchh to bolo ki maajra kya hai
Anwar Taban
19 likes
tumhein dil de to de taabaan ye dar hai hamesha ko tumhaara ho na jaa.e
Anwar Taban
17 likes
shaayad aa jaa.e kabhi dekhne vo rask-e-masiha main kisi aur se is vaaste achha na hua
Anwar Taban
23 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Anwar Taban.
Similar Moods
More moods that pair well with Anwar Taban's sher.







