sunaata hai vo afsaana tumhaara bhala kaisa hai deewaana tumhaara tumhein jo prem karta tha use to khalaa hogaa bahut jaana tumhaara
Related Sher
hua hi kya jo vo ha men mila nahin badan hi sirf ek raasta nahin ye pehla ishq hai tumhaara soch lo mere li.e ye raasta naya nahin
Azhar Iqbal
298 likes
jab bhi ghanti bajti hai aur naam tumhaara aata hai haath se pahle dil meraa ye phone uthaane jaata hai
Tanoj Dadhich
62 likes
kaaghaz men dab ke mar ga.e keede kitaab ke deewaana be-padhe-likhe mashhoor ho gaya
Bashir Badr
54 likes
banta tha din tumhaara kabhi dekh kar mujhe tum vaqt de rahe ho ghadi dekh kar mujhe
Azhar Nawaz
55 likes
har she'r har ghazal pe hai aisi chaap teri tasveer ban rahi hai ik apne aap teri tere li.e kisi ko itnaa deewaana dekha lagne lagii hai mujh ko chaahat bhi paap teri
Sandeep Thakur
61 likes
More from Kumar Aryan
yaar ghut-ghut ke marna nahin chahta maarna hi hai to jaan se maar de
Kumar Aryan
0 likes
tootkar main kisi ko chaahunga aur phir tootkar mar jaaunga
Kumar Aryan
0 likes
zindagi teri kahaanii men mujhe roz jeena roz marna padta hai
Kumar Aryan
0 likes
ladka hai yaar tu teraa dard koii ladki nahin samjhegi
Kumar Aryan
0 likes
saath photo khinchwa lene se naam ooncha ho jaata hai kya
Kumar Aryan
0 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Kumar Aryan.
Similar Moods
More moods that pair well with Kumar Aryan's sher.







