tawaaifiyat ka masla tawaaifon ko gaali dene se hal nahin hoga, balki auraton ko taaleem dene se, auraton ki bhook mitaane se, auraton par duniya ke darwaaze kholne se hal hoga. jab tak yeh kaam hukoomat nahin karegi, tawaaifein qaaem rahengi.
Related Sher
chal gaya hogaa pata ye aapko be-vafa kahte hain ladke aapko ik zaraa se husn par itni akad tu samjhti kya hai apne aapko
Kushal Dauneria
98 likes
gaali ko pranaam samajhna padta hai madhushaala ko dhaam samajhna padta hai aadhunik kahlaane ki andhi jid men raavan ko bhi raam samajhna padta hai
Azhar Iqbal
99 likes
aankh men nam tak aa pahuncha hooñ uske gham tak aa pahuncha hooñ pahli baar muhabbat ki thii aakhri dam tak aa pahuncha hooñ
Khalil Ur Rehman Qamar
99 likes
tu mohabbat se koi chaal to chal haar jaane ka hausla hai mujhe
Ahmad Faraz
135 likes
ham bhi dariyaa hain ha men apna hunar maaloom hai jis taraf bhi chal padenge raasta ho jaayega
Bashir Badr
373 likes
More from Mahender Nath
zindagi bhar yuñ mere dil ko dukhaaya tha bahut qabr par aaya hai vo mujh se muaafi ke li.e
0 likes
ye chand be-jaan se hi ashaar hain mire pyaar ke KHaatir mirii ghazal ek bewa ke aañsuon men is tarah doobi hai
0 likes
vo shahar meraa kyuuñ chhod diya ab kisko dekh ke she'r kahooñ
0 likes
vo munsif hai meraa jo qaateel hai jaañ ka mere haq men vo faisla kya karega
0 likes
zindagi bhar main boloonunga tujhko ishq ka yuñ dagaabaaz hai tu
0 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Mahender Nath.
Similar Moods
More moods that pair well with Mahender Nath's sher.







