tazkira dehli-e-marhum ka ai dost na chhed na suna jaega ham se ye fasana hargiz
Related Sher
bichadkar uskaa dil lag bhi gaya to kya lagega vo thak jaayega aur mere gale se aa lagega main mushkil men tumhaare kaam aaun ya na aaun mujhe awaaz de lena tumhe achha lagega
Tehzeeb Hafi
751 likes
dil ke darwaaze bhed kar dekho zakham saare udhed kar dekho band kamre men aaiine se kabhi tum meraa zikr chhed kar dekho
Sandeep Thakur
85 likes
mere naam se kya matlab hai tumhein mit jaayega ya rah jaata hai jab tum ne hi saath nahin rahna phir peeche kya rah jaata hai mere paas aane tak aur kisi ki yaad use kha jaati hai vo mujh tak kam hi pahunchta hai kisi aur jagah rah jaata hai
Tehzeeb Hafi
213 likes
shartein lagaaee jaati nahin dosti ke saath kijeye mujhe qubool mirii har kamii ke saath
Waseem Barelvi
84 likes
titli se dosti na gulaabon ka shauq hai meri tarah use bhi kitaabon ka shauq hai
Charagh Sharma
99 likes
More from Altaf Hussain Hali
ham ne har adnaa ko a'laa kar diya khaaksaari apni kaam aayi bahut
Altaf Hussain Hali
6 likes
raazi hain ham ki dost se ho dushmani magar dushman ko ham se dost banaya na jaayega
Altaf Hussain Hali
10 likes
yahii hai ibadat yahii deen-o-eemaan ki kaam aa.e duniya men insaan ke insaan
Altaf Hussain Hali
6 likes
hoti nahin qubool dua tark-e-ishq kii dil chahta na ho to zabaan men asar kahaan
Altaf Hussain Hali
10 likes
hai justuju ki khoob se hai khoob-tar kahaan ab thaharti hai dekhiye ja kar nazar kahaan
Altaf Hussain Hali
10 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Altaf Hussain Hali.
Similar Moods
More moods that pair well with Altaf Hussain Hali's sher.







