tha vo komal phool barabar main thehra bas dhool barabar jaao apni manzil dhoondo apna milnaa bhool barabar
Related Sher
bichhad ga.e to ye dil umr bhar lagega nahin lagega lagne laga hai magar lagega nahin nahin lagega use dekh kar magar KHush hai main KHush nahin hooñ magar dekh kar lagega nahin
Umair Najmi
1244 likes
maana ki teri deed ke qaabil nahin hooñ main tu miraa shauq dekh miraa intizaar dekh
Allama Iqbal
296 likes
shaayad mujhe kisi se mohabbat nahin hui lekin yaqeen sab ko dilaata raha hooñ main
Jaun Elia
839 likes
bichadkar uskaa dil lag bhi gaya to kya lagega vo thak jaayega aur mere gale se aa lagega main mushkil men tumhaare kaam aaun ya na aaun mujhe awaaz de lena tumhe achha lagega
Tehzeeb Hafi
751 likes
vo ladkar bhi so jaa.e to uskaa maatha choomun main usse mohabbat ek taraf hai usse jhagda ek taraf
Varun Anand
264 likes
More from Ambar
zaraa sii apni baat nahin milne pe tum yuñ roothe ho jaise ulfat thii hi nahin
Ambar
0 likes
uske li.e tum ham se bhi lad jaate ho aur kahte ho vo meraa kuchh lagta nahin
Ambar
0 likes
teri baatein mujhe bechain ki hain teraa bhi haal kuchh aisa hi hai na
Ambar
0 likes
nahin ab raha mujh men pahle sa kuchh vo daayan teraa dost kha hi gaii
Ambar
0 likes
tohfa ek anokha paaya jeevan bhar ka dhokha paaya
Ambar
0 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Ambar.
Similar Moods
More moods that pair well with Ambar's sher.







