tujhko chhoo kar aur kisi kii chaah rakhen hairat hai aur laanat aise haathon par
Related Sher
kisi gali men kiraye pe ghar liya usne phir us gali men gharo ke kiraye badhne lage
Umair Najmi
162 likes
KHud se bhi mil na sako itne paas mat hona ishq to karna magar devdaas mat hona dekhna chaahna phir maangna ya kho dena ye saare khel hain in men udaas mat hona
Kumar Vishwas
117 likes
shaayad mujhe kisi se mohabbat nahin hui lekin yaqeen sab ko dilaata raha hooñ main
Jaun Elia
839 likes
tumhaari aankhoñ ki tauheen hai zara socho tumhaara chaahne vaala sharaab peeta hai
Munawwar Rana
123 likes
kisi ko ghar se nikalte hi mil gaii manzil koi hamaari tarah umr bhar safar men raha
Ahmad Faraz
594 likes
More from Varun Anand
na jaane kaun si aa.e sadaa pasand use so ham sadaaein badal kar sadaaein dete rahe
Varun Anand
33 likes
mere qubool pe usne qubool kah to diya par ek baar kaha usne teen baar nahin
Varun Anand
48 likes
hamaari marzi se ab kya badlne vaala hai tumhaare kabze men voting masheen hai sahab
Varun Anand
55 likes
ye kitnii laashen saheje kise kahaan rakhen ki tang aa gaii hai ab zameen logon se
Varun Anand
50 likes
yaqeen kar vo tire paas laut aayega jab us ka uthne lagega yaqeen logon se
Varun Anand
72 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Varun Anand.
Similar Moods
More moods that pair well with Varun Anand's sher.







