tum mujhe kyuuñ galat samjhte ho jo dikha bas vahii kaha maine
Related Sher
tumhein ham bhi sataane par utar aayen to kya hogaa tumhaara dil dukhaane par utar aayen to kya hogaa ha men badnaam karte phir rahe ho apni mehfil men agar ham sach bataane par utar aayen to kya hogaa
Santosh S Singh
339 likes
jo khandaani raeis hain vo mizaaj rakhte hain narm apna tumhaara lahjaa bataa raha hai tumhaari daulat nayi nayi hai
Shabeena Adeeb
368 likes
dekho ham koi wahshi nahin deewane hain tumse button khulwane nahin lagwane hain
Varun Anand
300 likes
hua hi kya jo vo ha men mila nahin badan hi sirf ek raasta nahin ye pehla ishq hai tumhaara soch lo mere li.e ye raasta naya nahin
Azhar Iqbal
298 likes
kyuuñ darein zindagi men kya hogaa kuchh na hogaa to tajurba hogaa
Javed Akhtar
156 likes
More from Umesh Maurya
jism to beche khareede ja rahe hain aavaran rishton rivaazon ke chadaakar
Umesh Maurya
0 likes
zameen ka jal kabhi baadal raha hai tamasha zindagi ka chal raha hai
Umesh Maurya
0 likes
uda kar le gaya toofaan bastii tabhi se ho gaii bejaan bastii
Umesh Maurya
0 likes
mere dil se nikal nahin jaata dard us ka pighal nahin jaata
Umesh Maurya
0 likes
sab ne apne raam banaa kar rakhe hain man maafik aaraam banaa kar rakhe hain
Umesh Maurya
0 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Umesh Maurya.
Similar Moods
More moods that pair well with Umesh Maurya's sher.







