tum ne kiya na yaad kabhi bhool kar ha men ham ne tumhaari yaad men sab kuchh bhula diya
Related Sher
ham vo hain jo KHuda ko bhool ga.e tum meri jaan kis gumaan men ho
Jaun Elia
563 likes
bichadkar uskaa dil lag bhi gaya to kya lagega vo thak jaayega aur mere gale se aa lagega main mushkil men tumhaare kaam aaun ya na aaun mujhe awaaz de lena tumhe achha lagega
Tehzeeb Hafi
751 likes
main chahta hooñ mohabbat meraa vo haal kare ki KHvaab men bhi dobara kabhi majaal na ho
Jawwad Sheikh
135 likes
uski zulfen udaas ho jaa.e is-qadar roshni bhi theek nahin tumne naaraz hona chhod diya itni naarazgi bhi theek nahin
Fahmi Badayuni
128 likes
mas'ala ye nahin ki ishq hua hai ham ko mas'ala ye hai ki izhaar kiya jaana hai
Rajesh Reddy
127 likes
More from Bahadur Shah Zafar
dil meraa baitha hai le kar phir mujhi se vo nigaar poochta hai haath men mere bataa kya cheez hai
Bahadur Shah Zafar
7 likes
na thii haal kii jab ha men apne khabar rahe dekhte auron ke aib-o-hunar padi apni buraaiyon par jo nazar to nigaah men koii bura na raha
Bahadur Shah Zafar
22 likes
mehnat se hai azmat ki zamaane men nageen ko be-kaavish-e-seena na kabhi naamvari dii
Bahadur Shah Zafar
17 likes
kya taab kya majaal hamaari ki bosa len lab ko tumhaare lab se mila kar kahe baghair
Bahadur Shah Zafar
22 likes
be-khu dii men le liya bosa KHataa kijeye muaaf ye dil-e-betaab ki saari KHataa thii main na tha
Bahadur Shah Zafar
30 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Bahadur Shah Zafar.
Similar Moods
More moods that pair well with Bahadur Shah Zafar's sher.







