umr bhar saanp se sharminda rahe ye sun kar jab se insaan ko kaata hai to fan dukhta hai
Related Sher
ham ko neeche utaar lenge log ishq latka rahega pankhe se
Zia Mazkoor
224 likes
tumhein ham bhi sataane par utar aayen to kya hogaa tumhaara dil dukhaane par utar aayen to kya hogaa ha men badnaam karte phir rahe ho apni mehfil men agar ham sach bataane par utar aayen to kya hogaa
Santosh S Singh
339 likes
mere aañsu nahin tham rahe ki vo mujhse juda ho gaya aur tum kah rahe ho ki chhodo ab aisa bhi kya ho gaya may-kadon men meri lainein padhte firte hain log maine jo kuchh bhi pee kar kaha falsafa ho gaya
Tehzeeb Hafi
388 likes
ye tum sab mil ke jo kuchh kah rahe ho main kah saka hooñ par kehna nahin hai hamaara she'r bhi sunne na aayen hamaara dukh jinhen sahna nahin hai
Ali Zaryoun
88 likes
ik roz khel khel men ham us ke ho ga.e aur phir tamaam umr kisi ke nahin hue
Vipul Kumar
87 likes
More from Munawwar Rana
insaano ko jalwaayegi kal is se ye duniya jo bachcha khilauna bhi zameen par nahin rakhta
Munawwar Rana
21 likes
saza kitnii badi hai gaav se baahar nikalne ki main miTTi goondhta tha ab double-roti banata hooñ
Munawwar Rana
19 likes
jisne bhi is khabar ko suna sar pakad liya kal ek diye ne aandhi ka collar pakad liya
Munawwar Rana
25 likes
na jaane kaisi mahak aa rahi hai bastii se vahii jo doodh ubalne ke baad aati hai
Munawwar Rana
19 likes
jab tak hai dor haath men tab tak ka khel hai dekhi to hongi tumne patange kati hui
Munawwar Rana
33 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Munawwar Rana.
Similar Moods
More moods that pair well with Munawwar Rana's sher.







