daanishgahon mein mushkil se chaar feesad ya teen feesad asaatezaa aise honge jo mutaalea farmate hain. baqi sab taraqqi ki hijje karte rahte hain. aisay qahat ke aalam mein jab yeh maaloom hota hai ki falaan shakhs ne kitaab parhi hai to kis qadar musarrat hoti hai, is ko sahih taur par bayaan karna mushkil hai.
Related Sher
ghar men bhi dil nahin lag raha kaam par bhi nahin ja raha jaane kya KHauf hai jo tujhe choom kar bhi nahin ja raha raat ke teen bajne ko hai yaar ye kaisa mahboob hai jo gale bhi nahin lag raha aur ghar bhi nahin ja raha
Tehzeeb Hafi
294 likes
usne KHat ka javaab bheja hai chaar lekin hain ek haan ke saath
Fahmi Badayuni
76 likes
kya tum tab bhi aise hi chupchaap tamasha dekhoge is mushkil men fansne waali agar tumhaari beti ho
Zia Mazkoor
63 likes
apni manzil pe pahunchana bhi khade rahna bhi kitna mushkil hai bade ho ke bade rahna bhi
Shakeel Azmi
66 likes
zindagi kahte hain jis ko chaar din ki baat hai bas hamesha rahne waali ik KHuda ki zaat hai
Unknown
65 likes
More from Naiyer Masud
ye hawaon ki sangat ka phal tha ki ab aaine men nahin dikhta meraa badan
0 likes
tum ne meraa yaqeen kiya tha haan yaad aaya nahin kiya tha ashkon ki qabr hai jahaan par maine sajda wahin kiya tha
0 likes
ye chaand tumhaare muqaabil bhi to nahin main tumko dekh ke eed manaaunga
0 likes
tum padhna quraan ke har ik harf ko yuñ apni in meethi meethi aawazon se
0 likes
tum agar chhod kar mujh...ko j aanaa phir dobara na is dil men aanaa
0 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Naiyer Masud.
Similar Moods
More moods that pair well with Naiyer Masud's sher.







