us ko rukhsat to kiya tha mujhe maalum na tha saara ghar le gaya ghar chhod ke jaane vaala
Related Sher
shaayad mujhe kisi se mohabbat nahin hui lekin yaqeen sab ko dilaata raha hooñ main
Jaun Elia
839 likes
bichadkar uskaa dil lag bhi gaya to kya lagega vo thak jaayega aur mere gale se aa lagega main mushkil men tumhaare kaam aaun ya na aaun mujhe awaaz de lena tumhe achha lagega
Tehzeeb Hafi
751 likes
mujh se mat poochho ke us shaKHs men kya achha hai achchhe achhon se mujhe meraa bura achha hai kis tarah mujh se muhabbat men koi jeet gaya ye na kah dena ke bistar men badaa achha hai
Tehzeeb Hafi
566 likes
hamko dil se bhi nikala gaya phir shahar se bhi hamko patthar se bhi maara gaya phir zehar se bhi
Azm Shakri
157 likes
hamko maaloom hai jannat ki haqeeqat lekin dil ke KHush rakhne ko ghalib ye khayal achha hai
Mirza Ghalib
489 likes
More from Nida Fazli
zindagi ka muqaddar safar-dar-safar aakhiri saans tak be-qaraar aadmi
Nida Fazli
16 likes
us ko ruksat to kiya tha mujhe maaloom na tha saara ghar le gaya ghar chhod ke jaane vaala
Nida Fazli
27 likes
naksha utha ke aur koi shahar dekhiye is shahar men to sab se mulaqaat ho gaii
Nida Fazli
22 likes
har aadmi men hote hain das bees aadmi jis ko bhi dekhna ho kaii baar dekhna
Nida Fazli
40 likes
baagh men jaane ke aadaab hua karte hain kisi titli ko na phoolon se udaaya jaa.e
Nida Fazli
41 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Nida Fazli.
Similar Moods
More moods that pair well with Nida Fazli's sher.







