us ne apna bana ke chhod diya kya asiri hai kya rihai hai she made me hers, away then sent what's freedom? what's imprisonment?
Related Sher
manzilen kya hain raasta kya hai hausla ho to fasla kya hai
Aalok Shrivastav
152 likes
zameen pe ghar banaya hai magar jannat men rahte hain hamaari khush-naseebi hai ki ham bharat men rahte hain
Mehshar Afridi
122 likes
yaar bichhadkar tumne hansta aapme ghar veeraan kiya mujh...ko bhi aabaad na rakha apna bhi nuksaan kiya
Ali Zaryoun
122 likes
hua hi kya jo vo ha men mila nahin badan hi sirf ek raasta nahin ye pehla ishq hai tumhaara soch lo mere li.e ye raasta naya nahin
Azhar Iqbal
298 likes
paron ko khol zamaana udaan dekhta hai zameen pe baith ke kya aasmaan dekhta hai
Shakeel Azmi
283 likes
More from Jigar Moradabadi
jo un pe guzarti hai kis ne use jaana hai apni hi museebat hai apna hi fasana hai
Jigar Moradabadi
11 likes
yahii hai zindagi to zindagi se KHud-kushi achchhii ki insaan aalam-e-insaaniyat par baar ho jaa.e
Jigar Moradabadi
9 likes
dil men kisi ke raah ki.e ja raha hooñ main kitna haseen gunaah ki.e ja raha hooñ main
Jigar Moradabadi
25 likes
apna zamaana aap banaate hain ahl-e-dil ham vo nahin ki jinko zamaana banaa gaya
Jigar Moradabadi
25 likes
koocha-e-ishq men nikal aaya jis ko khaana-kharaab hona tha
Jigar Moradabadi
13 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Jigar Moradabadi.
Similar Moods
More moods that pair well with Jigar Moradabadi's sher.







