vaaiz ki ankhen khul gaiin piite hi saqiya ye jam-e-mai tha ya koi dariya-e-nur tha
Related Sher
kuchh na rah sakaa jahaan viraaniyaan to rah gaiin tum chale ga.e to kya kahaaniyaan to rah gaiin
Khalil Ur Rehman Qamar
164 likes
jab bhi aata hai december gam ke taanke khulte hain yaad hai yuñ teraa jaana aur kehna KHush raho
Neeraj Neer
46 likes
ham aison ko banaa kar ke KHuda ukta gaya tha phir teri aañkhen banaa daali teraa chehra banaa daala
Ankit Maurya
46 likes
talab karen to ye aañkhen bhi in ko de doon main magar ye log in aankhoñ ke KHvaab maangte hain
Abbas rizvi
45 likes
tune dekhi hai vo peshaani vo rukhsaar vo hont zindagi jinke tasavvur men luta dii hamne tujhpe uthi hain vo khoi hui saahir aañkhen tujhko maaloom hai kyuuñ umr ganwa dii hamne
Faiz Ahmad Faiz
62 likes
More from Yagana Changezi
sabr karna sakht mushkil hai tadapna sahal hai apne bas ka kaam kar leta hooñ aasaan dekh kar
Yagana Changezi
6 likes
museebat ka pahaad aaKHir kisi din kat hi jaayega mujhe sar maar kar teshe se mar jaana nahin aata
Yagana Changezi
7 likes
hañs ke kahtaa hai ki ghar apna qafs ko samjho sabq ulta meraa sayyaad padhaata hai mujhe
Yagana Changezi
0 likes
dard ho to davaa bhi mumkin hai vaham kii kya davaa kare koii
Yagana Changezi
14 likes
duniya se alag ja ke kahiin sar phodo ya jeete hi jee murdon se naata jodo kyun thokren khaane ko pade ho bekar badhna hai badho nahin to rastaa chhodo
Yagana Changezi
9 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Yagana Changezi.
Similar Moods
More moods that pair well with Yagana Changezi's sher.







