vafaon ke badle jafa kar rahe hain main kya kar raha huun vo kya kar rahe hain
Related Sher
tumhein ham bhi sataane par utar aayen to kya hogaa tumhaara dil dukhaane par utar aayen to kya hogaa ha men badnaam karte phir rahe ho apni mehfil men agar ham sach bataane par utar aayen to kya hogaa
Santosh S Singh
339 likes
ham bhi dariyaa hain ha men apna hunar maaloom hai jis taraf bhi chal padenge raasta ho jaayega
Bashir Badr
373 likes
jo khandaani raeis hain vo mizaaj rakhte hain narm apna tumhaara lahjaa bataa raha hai tumhaari daulat nayi nayi hai
Shabeena Adeeb
368 likes
dekho ham koi wahshi nahin deewane hain tumse button khulwane nahin lagwane hain
Varun Anand
300 likes
bichhad ga.e to ye dil umr bhar lagega nahin lagega lagne laga hai magar lagega nahin nahin lagega use dekh kar magar KHush hai main KHush nahin hooñ magar dekh kar lagega nahin
Umair Najmi
1244 likes
More from Behzad Lakhnavi
ai dekhne waalo mujhe hañs hañs ke na dekho tum ko bhi mohabbat kahiin mujh sa na banaa de
Behzad Lakhnavi
12 likes
main Dhoondh raha hooñ mirii vo shama' kahaan hai jo bazm ki har cheez ko parwaana banaa de
Behzad Lakhnavi
19 likes
ai jazba-e-dil gar main chaahoon har cheez muqaabil aa jaa.e manzil ke li.e do gaam chaloon aur saamne manzil aa jaa.e
Behzad Lakhnavi
22 likes
mujhe to hosh na tha un ki bazm men lekin khamoshiyon ne meri un se kuchh kalaam kiya
Behzad Lakhnavi
20 likes
zinda hooñ is tarah ki gham-e-zindagi nahin jalta hua diya hooñ magar raushni nahin
Behzad Lakhnavi
21 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Behzad Lakhnavi.
Similar Moods
More moods that pair well with Behzad Lakhnavi's sher.







