watan ki miTTi ka mol kya hai jo bik chuke hain unhen pata kya watan parasti ka unse poochho hai jinka ab tak zameer zinda mili hai gar sar pe sar kate hain na kaam aayi koi siyaasat ateet men dekho rang jaakar hai za'faaraani swatantrata ka
Related Sher
tumhein husn par dastaras hai mohabbat wohabbat badaa jaante ho to phir ye batao ki tum us kii aankhoñ ke baare men kya jaante ho ye jugraafiya falsafa psychology science riyaazi waghera ye sab jaanna bhi ahem hai magar us ke ghar ka pata jaante ho
Tehzeeb Hafi
1279 likes
bichadkar uskaa dil lag bhi gaya to kya lagega vo thak jaayega aur mere gale se aa lagega main mushkil men tumhaare kaam aaun ya na aaun mujhe awaaz de lena tumhe achha lagega
Tehzeeb Hafi
751 likes
hosh waalon ko khabar kya be-khu dii kya cheez hai ishq kijeye phir samjhiye zindagi kya cheez hai
Nida Fazli
145 likes
kyuuñ darein zindagi men kya hogaa kuchh na hogaa to tajurba hogaa
Javed Akhtar
156 likes
manzilen kya hain raasta kya hai hausla ho to fasla kya hai
Aalok Shrivastav
152 likes
More from Ajeetendra Aazi Tamaam
zindagi bhi aakhirsh tanhaaii hai main bhala tanhaaii se kyuuñ dar gaya
Ajeetendra Aazi Tamaam
0 likes
tumhaare shahr men aakar thikaana dhundhte hain ham apne shahr men hote to ghar gaye hote
Ajeetendra Aazi Tamaam
0 likes
rone ko to ro len meri jaan magar ro lene se kab dil halka hota hai
Ajeetendra Aazi Tamaam
1 likes
waiz bhi ik nigah se madhosh ho gaye saada dili ka aapki aisa nasha hua
Ajeetendra Aazi Tamaam
1 likes
na jaane kis gali men rooth jaa.e zindagi hamsena jaane kis gali men zindagi ki shaam ho jaa.e
Ajeetendra Aazi Tamaam
0 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Ajeetendra Aazi Tamaam.
Similar Moods
More moods that pair well with Ajeetendra Aazi Tamaam's sher.







