vo bahut chaalaak hai lekin agar himmat karen pehla pehla jhooth hai us ko yaqeen aa jaayega
Related Sher
hamko maaloom hai jannat ki haqeeqat lekin dil ke KHush rakhne ko ghalib ye khayal achha hai
Mirza Ghalib
489 likes
zaraa thehro ki shab feeki bahut hai tumhein ghar jaane kii jal dii bahut hai zaraa nazdeek aakar baith jaao tumhaare shahar men sar dii bahut hai
Zubair Ali Tabish
173 likes
hazaar ishq karo lekin itnaa dhyaan rahe ki tum ko pahli mohabbat ki baddua na lage
Abbas Tabish
179 likes
naam pe ham qurbaan the us ke lekin phir ye taur huaus ko dekh ke ruk jaana bhi sab se badi qurbaani thii mujh se bichhad kar bhi vo ladki kitnii KHush KHush rahtii haius ladki ne mujh se bichhad kar mar jaane ki thaanii thii
Jaun Elia
183 likes
agar tum ho to ghabraane ki koi baat thodii hai zara si boonda-baan dii hai bahut barsaat thodii hai ye raah-e-ishq hai is men qadam aise hi uthte hain mohabbat sochne waalon ke bas ki baat thodii hai
Abrar Kashif
221 likes
More from Zafar Iqbal
vo soorat dekh li ham ne to phir kuchh bhi na dekha abhii warna padi thii ek duniya dekhne ko
Zafar Iqbal
0 likes
badan ka saara lahu khinch ke aa gaya rukh par vo ek bosa ha men de ke surkh-roo hai bahut
Zafar Iqbal
23 likes
ab ke is bazm men kuchh apna pata bhi dena paanv par paanv jo rakhna to daba bhi dena
Zafar Iqbal
23 likes
jo yahaan KHud hi laga rakkhi hai chaaron jaanib ek din ham ne isee aag men jal jaana hai
Zafar Iqbal
22 likes
Khud ko tarteeb diya aakhir e kaar az sar e nau
Zafar Iqbal
0 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Zafar Iqbal.
Similar Moods
More moods that pair well with Zafar Iqbal's sher.







