vahaañ uski doli sajaai gaii yahaañ meri mayyat uthaai gaii ki shaa dii to ho hi gaii thii magar to phir kyuuñ nishaani giraai gaii
Related Sher
mere aañsu nahin tham rahe ki vo mujhse juda ho gaya aur tum kah rahe ho ki chhodo ab aisa bhi kya ho gaya may-kadon men meri lainein padhte firte hain log maine jo kuchh bhi pee kar kaha falsafa ho gaya
Tehzeeb Hafi
388 likes
titli se dosti na gulaabon ka shauq hai meri tarah use bhi kitaabon ka shauq hai
Charagh Sharma
99 likes
ye vo qabeela hai jo husn ko KHuda maane yahaañ pe kaun teri baat ka bura maane ishaara kar diya hai aapki taraf maine ye bacche pooch rahe the ki be-vafa maane
Kushal Dauneria
74 likes
koi shahar tha jiski ek gali meri har aahat pahchaanti thii mere naam ka ik darwaaza tha ik khidki mujh...ko jaanti thii
Ali Zaryoun
321 likes
saath chalte ja rahe hain paas aa sakte nahin ik nadi ke do kinaaron ko mila sakte nahin uski bhi majbooriyaan hain meri bhi majbooriyaan roz milte hain magar ghar men bataa sakte nahin
Bashir Badr
85 likes
More from Vaseem 'Haidar'
yahaañ meraa koi shanaasa na ho mohabbat ho lekin tamasha na ho
Vaseem 'Haidar'
0 likes
zindagi meri jaisi kisi kii na ho ho agar aisi to zindagi hi na ho
Vaseem 'Haidar'
0 likes
us chaand ko hamaari bhi fikr hai kahaan ab vo chaand raat ko aangan men mila kisi se
Vaseem 'Haidar'
0 likes
yaar raunak bahut thii vahaañ par fikr teri mujhe kha rahi thii haal meraa bura tha kahooñ kya yaad teri mujhe aa rahi thii
Vaseem 'Haidar'
0 likes
yaar ne yaar dhoka diya yaar ki jaan le jaaiye dost mere kahii hai nahin fikr samaan le jaaie
Vaseem 'Haidar'
0 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Vaseem 'Haidar'.
Similar Moods
More moods that pair well with Vaseem 'Haidar''s sher.







