vo khat bhi saath boodha ho gaya tha likha par de na paaya tha usii ko
Related Sher
gulaab KHvaab davaa zahar jaam kya kya hai main aa gaya hooñ bataa intizaam kya kya hai
Rahat Indori
263 likes
hui muddat ki ghalib mar gaya par yaad aata hai vo har ik baat par kehna ki yuñ hota to kya hota
Mirza Ghalib
149 likes
ik hunar hai jo kar gaya hooñ main sab ke dil se utar gaya hooñ main
Jaun Elia
241 likes
maine usse pyaar kiya hai milkiiyyat ka daava nai vo jiske bhi saath hai main us..ko bhi apna maanta hooñ
Ali Zaryoun
228 likes
ujaale apni yaadon ke hamaare saath rahne dona jaane kis gali men zindagi ki shaam ho jaa.e
Bashir Badr
111 likes
More from Umesh Maurya
yahii archan sabhi ki thii kahii man tha kahii tan tha
Umesh Maurya
0 likes
zindagi jeene ka matlab kuchh nahin par maut bhi marzi se to aati nahin hai
Umesh Maurya
0 likes
thakaane paanv se chal kar badan par phail jaati hain musalsal KHvaab toote hain yahaañ par din nikalne men
Umesh Maurya
0 likes
thii nadi gahri bahut toofaan bhi tha kaun tooti naav par karta sawaari
Umesh Maurya
0 likes
samandar bhi yahaañ pyaasa hi niklaa nadi ka hoth choo men ja raha hai
Umesh Maurya
0 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Umesh Maurya.
Similar Moods
More moods that pair well with Umesh Maurya's sher.







