yaar ke aage padha ye rekhta ja kar 'nazir' sun ke bola vah-vah achchha kaha achchha kaha
Related Sher
baat karo roothe yaaron se sannaaton se dar jaate hain pyaar akelaa jee leta hai dost akelaa mar jaate hain
Kumar Vishwas
141 likes
jaun uthata hai yuñ kaho ya'ni meer'-o-'ghalib ka yaar uthata hai
Jaun Elia
142 likes
koi itnaa pyaara kaise ho saka hai phir saare ka saara kaise ho saka hai tujhse jab milkar bhi udaasi kam nahin hoti tere baghair guzaara kaise ho saka hai
Jawwad Sheikh
163 likes
tumhein ik mashwara doon saadgi se kah do dil ki baat bahut taiyaariyaan karne men gaadi chhoot jaati hai
Zubair Ali Tabish
120 likes
yaaro kuchh to zikr karo tum us ki qayamat baanhon ka vo jo simtate honge un men vo to mar jaate honge
Jaun Elia
114 likes
More from Nazeer Akbarabadi
dosto kya kya diwali men nashaat-o-aish hai sab muhayya hai jo is hangaam ke shaayaan hai shay
Nazeer Akbarabadi
21 likes
hai dasahre men bhi yuñ gar farhat-o-zeenat nazeer par diwali bhi ajab paakeeza-tar tyaohar hai
Nazeer Akbarabadi
20 likes
munh zard-o-aah-e-sard o lab-e-khushk o chashm-e-tar sacchi jo dil-lagi hai to kya kya gawaah hai
Nazeer Akbarabadi
22 likes
juda kisi se kisi ka garz habeeb na ho ye daagh vo hai ki dushman ko bhi naseeb na ho
Nazeer Akbarabadi
26 likes
din jal dii jal dii chaltaa ho tab dekh bahaarein jaade ki aur paala barf pighlata ho tab dekh bahaarein jaade ki
Nazeer Akbarabadi
23 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Nazeer Akbarabadi.
Similar Moods
More moods that pair well with Nazeer Akbarabadi's sher.







