yahaañ sab manzilon ki daud men hain nahin maaloom kab tak daudna hai
Related Sher
tumhein husn par dastaras hai mohabbat wohabbat badaa jaante ho to phir ye batao ki tum us kii aankhoñ ke baare men kya jaante ho ye jugraafiya falsafa psychology science riyaazi waghera ye sab jaanna bhi ahem hai magar us ke ghar ka pata jaante ho
Tehzeeb Hafi
1279 likes
bichhad ga.e to ye dil umr bhar lagega nahin lagega lagne laga hai magar lagega nahin nahin lagega use dekh kar magar KHush hai main KHush nahin hooñ magar dekh kar lagega nahin
Umair Najmi
1244 likes
shaayad mujhe kisi se mohabbat nahin hui lekin yaqeen sab ko dilaata raha hooñ main
Jaun Elia
839 likes
ham bhi dariyaa hain ha men apna hunar maaloom hai jis taraf bhi chal padenge raasta ho jaayega
Bashir Badr
373 likes
jo khandaani raeis hain vo mizaaj rakhte hain narm apna tumhaara lahjaa bataa raha hai tumhaari daulat nayi nayi hai
Shabeena Adeeb
368 likes
More from Kush Pandey ' Saarang '
yaqeen karte hue bhi dar raha hooñ yaqeen ne haal aisa kar diya hai
Kush Pandey ' Saarang '
0 likes
unhen dil takht pe baitha chuke hain angoothi phir bhi vo lautaa chuke hain sadak ab gaav tak to aa chuki hai magar is gaav se sab ja chuke hain
Kush Pandey ' Saarang '
0 likes
kadar karte nahin jo log meri unhen main khush karunga chhod dooñga miyaan patthar ko bhi main poojta hooñ kisi ke dil ko kaise tod dooñga
Kush Pandey ' Saarang '
1 likes
thodii khushiyaan thodii si maayusi hai shaayad meraa hona hi manhoosi hai chhup kar mujh...ko padhne waalon dhyaan rahe yuñ chhup kar padhna bhi ik jaasoosi hai
Kush Pandey ' Saarang '
1 likes
duaaein kaam aati hain dua lete chalo sab ki balaaen door rahtii hain nazar ho jo kahii rab ki
Kush Pandey ' Saarang '
0 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Kush Pandey ' Saarang '.
Similar Moods
More moods that pair well with Kush Pandey ' Saarang ''s sher.







