yahaañ KHat hain likhe rakhe kaii benaam bemanzil mujhe dar hai ki shikaayat KHat sar-e-akhbaar karta hai
Related Sher
main agar apni jawaani ke suna doon qisse ye jo launde hain mere paanv dabane lag jaa.e
Mehshar Afridi
136 likes
us..ko fursat nahin milti ki palat kar dekhe ham hi deewane hain deewane bane rahte hain
Waseem Barelvi
151 likes
manzilen kya hain raasta kya hai hausla ho to fasla kya hai
Aalok Shrivastav
152 likes
ye shahar-e-ajnabi men ab kise ja kar bataayen ham kahaan ke rahne waale hain kahaan ki yaad aati hai
Ashu Mishra
117 likes
kaisa dil aur is ke kya gham jee yuñ hi baatein banaate hain ham jee
Jaun Elia
155 likes
More from Shan Sharma
nibhaaogi jo tum vaa'da karogi wafa ka ya kahiin sauda karogi jise tum dhoondhti rahtii ho mujh men mila vo ghair men to kya karogi
Shan Sharma
0 likes
likhi thii jo tumhein benaam sii vo chitthiyan hain kahiin thodii shikaayat hai kahiin kuchh arziyaan hain tumhaare baad dil men yaad thehri aur ghar men jale filter rakhe hain aur thodii teeliyaan hain
Shan Sharma
0 likes
zaKHm tujhko navaaz doon bhi gar par na dhokha main dilruba dooñga
Shan Sharma
0 likes
mujhe achha nahin lagta ye kehna hamnavaai men hua par hai bahut nuksaan tujhse aashnaai men diya hai waqt jitna ik tiri is chaah ko maine KHuda mil jaata hai itne dinon kii paarsaai men
Shan Sharma
0 likes
vo ladki hai shaatir duniyaadaari men ishq muhabbat men par thodii madhham hai
Shan Sharma
1 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Shan Sharma.
Similar Moods
More moods that pair well with Shan Sharma's sher.







