ye haalat pyaar ne saahil banaa dii ki ham paagal nahin the ho ga.e hain
Related Sher
mere aañsu nahin tham rahe ki vo mujhse juda ho gaya aur tum kah rahe ho ki chhodo ab aisa bhi kya ho gaya may-kadon men meri lainein padhte firte hain log maine jo kuchh bhi pee kar kaha falsafa ho gaya
Tehzeeb Hafi
388 likes
pyaar do baar thodii hota hai ho to phir pyaar thodii hota hai yahii behtar hai tum use roko mujhse inkaar thodii hota hai
Zubair Ali Tabish
138 likes
mehrbaan ham pe har ik raat hua karti thii aankh lagte hi mulaqaat hua karti thii hijr ki raat hai aur aankh men aansoo bhi nahin aise mausam men to barsaat hua karti thii
Ismail Raaz
140 likes
kuchh baat hai ki hasti mitati nahin hamaari sadiyon raha hai dushman daur e zamaan hamaara
Allama Iqbal
354 likes
dil se saabit karo ki zinda ho saans lena koi suboot nahin
Fahmi Badayuni
139 likes
More from Wajid Husain Sahil
yuñ in aankhoñ ko tadapne ki saza dii usne apni tasveer hi dp se hata dii usne
Wajid Husain Sahil
1 likes
koi itnaa kisi ke vaaste kyuuñ khaas hota hai bichhad jaata hai jab vo shaKHs to ehsaas hota hai
Wajid Husain Sahil
1 likes
usne maanga nahin kuchh aur judaai ke siva lekin ab us..ko main inkaar nahin kar saktaa
Wajid Husain Sahil
1 likes
dil pe apne zaKHm ka bas ik nishaan rahne diya aag to maine bujha dii par dhuon rahne diya
Wajid Husain Sahil
1 likes
naya kuchh kar dikhaane ka iraada toot jaata hai kisi bacche ke haathon jab khilauna toot jaata hai
Wajid Husain Sahil
1 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Wajid Husain Sahil.
Similar Moods
More moods that pair well with Wajid Husain Sahil's sher.







