ye KHaamushi ka zahar nason men utar na jaa.e awaaz kii shikast gawara na kar abhii
Related Sher
tumhein ham bhi sataane par utar aayen to kya hogaa tumhaara dil dukhaane par utar aayen to kya hogaa ha men badnaam karte phir rahe ho apni mehfil men agar ham sach bataane par utar aayen to kya hogaa
Santosh S Singh
339 likes
hamaare baad tere ishq men naye ladke badan to choomenge zulfen nahin sanvaarenge
Vikram Gaur Vairagi
333 likes
ham bhi dariyaa hain ha men apna hunar maaloom hai jis taraf bhi chal padenge raasta ho jaayega
Bashir Badr
373 likes
vo ladkar bhi so jaa.e to uskaa maatha choomun main usse mohabbat ek taraf hai usse jhagda ek taraf
Varun Anand
264 likes
kyuuñ darein zindagi men kya hogaa kuchh na hogaa to tajurba hogaa
Javed Akhtar
156 likes
More from Saqi Faruqi
ye kya tilism hai kyun raat bhar siskata hooñ vo kaun hai jo diyon men jala raha hai mujhe
Saqi Faruqi
7 likes
Duniya pe apne ilm ki parchhaiyan na daal
Saqi Faruqi
9 likes
ab ghar bhi nahin ghar kii tamannaa bhi nahin hai muddat hui socha tha ki ghar jaayenge ik din
Saqi Faruqi
9 likes
ik yaad kii maujoodgi sah bhi nahin sakte ye baat kisi aur se kah bhi nahin sakte
Saqi Faruqi
11 likes
mujh men saath samundar shor machaate hain ek khayal ne dahshat faila rakkhi hai
Saqi Faruqi
10 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Saqi Faruqi.
Similar Moods
More moods that pair well with Saqi Faruqi's sher.







