ye mohabbat ki kahaanii nahin marti lekin log kirdaar nibhaate hue mar jaate hain
Related Sher
muddatein guzar gayi hisaab nahin kiyana jaane ab kiske kitne rah ga.e ham
Kumar Vishwas
271 likes
dil na-umeed to nahin naakaam hi to hai lambi hai gham ki shaam magar shaam hi to hai
Faiz Ahmad Faiz
267 likes
hazaar ishq karo lekin itnaa dhyaan rahe ki tum ko pahli mohabbat ki baddua na lage
Abbas Tabish
179 likes
nahin lagega use dekh kar magar KHush hai main KHush nahin hooñ magar dekh kar lagega nahin
Umair Najmi
201 likes
agar tum ho to ghabraane ki koi baat thodii hai zara si boonda-baan dii hai bahut barsaat thodii hai ye raah-e-ishq hai is men qadam aise hi uthte hain mohabbat sochne waalon ke bas ki baat thodii hai
Abrar Kashif
221 likes
More from Abbas Tabish
mujh ko us kii aankhoñ men koodne kii aadat hai main tumhein bataaunga khud-kushi ke baare men
Abbas Tabish
0 likes
main to ai ishq teri kooza-gari jaanta hooñ tune ham do ko milaaya to banaa ek hi shaKHs
Abbas Tabish
4 likes
sunhari ladkiyon inko milo milo na milo gareeb hote hain bas KHvaab dekhne ke li.e
Abbas Tabish
36 likes
kya tamasha hai ki sab mujh...ko bura kahte hain aur sab chahte hain meri tarah ka hona
Abbas Tabish
27 likes
mire aansoo mire andar hi gire rone se jee aur bojhal ho gaya
Abbas Tabish
29 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Abbas Tabish.
Similar Moods
More moods that pair well with Abbas Tabish's sher.







