ye sochta kharaab hai kahtaa kharaab hai daave se kah raha hooñ ye banda kharaab hai
Related Sher
tumhaare naam ki har ladki se mila hooñ main tumhaara naam faqat tum pe achha lagta hai
Unknown
114 likes
main kya kahooñ ke mujhe sabr kyun nahin aata main kya karoon ke tujhe dekhne ki aadat hai
Ahmad Faraz
118 likes
jo khandaani raeis hain vo mizaaj rakhte hain narm apna tumhaara lahjaa bataa raha hai tumhaari daulat nayi nayi hai
Shabeena Adeeb
368 likes
tumhaare baad ye dukh bhi to sahna pad raha hai kisi ke saath majboori men rahna pad raha hai
Ali Zaryoun
131 likes
kuchh baat hai ki hasti mitati nahin hamaari sadiyon raha hai dushman daur e zamaan hamaara
Allama Iqbal
354 likes
More from Daqiiq Jabaalii
ye zindagi kuchh is tarah se paas mere aayi hai ab to amit keval yahaañ tanhaaii hi tanhaaii hai
Daqiiq Jabaalii
0 likes
tu gale bhi to lagata hai nahin mujh...ko main ye kaise maan luun tu dost hai meraa
Daqiiq Jabaalii
0 likes
ye shikaayat kyun nahin mujh...ko kisi se ye batao kya main sach-much mar gaya hooñ
Daqiiq Jabaalii
0 likes
pattharon ke buton men dhadkane laayein kaise bewafaon ko wafa karna sikhaayein kaise
Daqiiq Jabaalii
0 likes
ye saare mard ik jaise nahin hote main sach kahtaa hooñ tum mujhse bhi behtar ho
Daqiiq Jabaalii
0 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Daqiiq Jabaalii.
Similar Moods
More moods that pair well with Daqiiq Jabaalii's sher.







