yuun churain us ne ankhen sadgi to dekhiye bazm men goya miri janib ishara kar diya
Related Sher
chaan dii sona ek taraf teraa hona ek taraf ek taraf teri aañkhen jaadu toona ek taraf
Gyan Prakash Akul
555 likes
ye mujhe chain kyun nahin padta ek hi shaKHs tha jahaan men kya
Jaun Elia
508 likes
le de ke apne paas faqat ik nazar to hai kyun dekhen zindagi ko kisi ki nazar se ham
Sahir Ludhianvi
174 likes
kuchh to majbooriyaan rahi hongi yuñ koi be-vafa nahin hota
Bashir Badr
85 likes
bewajah mujhse phir khafa kyuuñ hai ye kahaanii hi har dafa kyuuñ hai kuchh bhi majboori to nahin dikhti main kya jaanun vo bewafa kyuuñ hai
Sandeep Thakur
80 likes
More from Fani Badayuni
ummeed ke vaadon se jee kuchh to bahalta tha ab ye bhi tere gham ko manzoor nahin hote
Fani Badayuni
0 likes
ab na kaanton hi se kuchh laag na phoolon se lagao ham ne dekha hai tamasha teri raa'naai ka
Fani Badayuni
0 likes
na ibtida ki khabar hai na intiha maaloom raha ye vaham ki ham hain so vo bhi kya maaloom
Fani Badayuni
22 likes
na-ummee dii maut se kahti hai apna kaam kar aas kahti hai thehar khat ka javaab aane ko hai
Fani Badayuni
14 likes
ik muamma hai samajhne ka na samjhaane ka zindagi kahe ko hai KHvaab hai deewane ka
Fani Badayuni
14 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Fani Badayuni.
Similar Moods
More moods that pair well with Fani Badayuni's sher.







