zaati milkiyat ka junoon insaaniyat ko tabaahi ke ghaar mein dhakel kar rahega.
Related Sher
ai ishq-e-junoon-pesha haan ishq-e-junoon-pesha aaj ek sitamgar ko hañs hañs ke rulaana hai
Jigar Moradabadi
32 likes
unhin ke faiz se bazaar-e-aql raushan hai jo gaah gaah junoon ikhtiyaar karte rahe
Faiz Ahmad Faiz
20 likes
us se badh kar kiya milega aur inaam-e-junoon ab to vo bhi kah rahe hain apna deewaana mujhe
Hafeez Banarasi
18 likes
bichhadne ka iraada hai to mujh se mashwara kar lo mohabbat men koi bhi faisla zaati nahin hota
Afzal Khan
37 likes
kamii na ki tire wahshi ne KHaak udaane men junoon ka naam uchhalta raha zamaane men
Firaq Gorakhpuri
23 likes
More from Hajra Masroor
zindagi bhar yuñ mere dil ko dukhaaya tha bahut qabr par aaya hai vo mujh se muaafi ke li.e
0 likes
ye hawaon ki sangat ka phal tha ki ab aaine men nahin dikhta meraa badan
0 likes
zindagi bhar main boloonunga tujhko ishq ka yuñ dagaabaaz hai tu
0 likes
suraj ko aata hai bas paikar ko hi jalana par chaand to kaiyon ke dil jala chuka hai
0 likes
taaki mirii ik khwaahish to poori ho jaa.e iski KHaatir ik taare ne khud-kushi kar li
0 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Hajra Masroor.
Similar Moods
More moods that pair well with Hajra Masroor's sher.







