unhin ke faiz se bazaar-e-aql raushan hai jo gaah gaah junoon ikhtiyaar karte rahe
Related Sher
ab hawaaein hi karengi raushni ka faisla jis diye men jaan hogii vo diya rah jaayega
Mahshar Badayuni
78 likes
mujhe andhere se baat karne hai so kara do diya bujha do kuchh ek lamhon ko raushni ka gala daba do diya bujha do riwaaz-e-mehfil nibha raha hooñ bataa raha hooñ main ja raha hooñ mujhe vida do jo rona chahe unhen bula do diya bujha do
Vikram Gaur Vairagi
52 likes
sau sau umeedein bandhti hai ik ik nigaah par mujh ko na aise pyaar se dekha kare koi
Allama Iqbal
100 likes
ladkiyaan bai thii theen paanv daalkar raushni si ho gaii taalaab men
Parveen Shakir
41 likes
pyaar ka rishta aisa rishta shabnam bhi chingaari bhi yaanii unse roz hi jhagda aur unhin se yaari bhi
Ateeq Allahabadi
101 likes
More from Faiz Ahmad Faiz
meri KHaamoshiyon men larzaan hai mere naalon ki gum-shuda awaaz
Faiz Ahmad Faiz
25 likes
faiz ki raah sar-b-sar manzil ham jahaan pahunchen kaamyaab aa.e
Faiz Ahmad Faiz
25 likes
ye daagh daagh ujaala ye shab-gazeeda sehar vo intizaar tha jis ka ye vo sehar to nahin
Faiz Ahmad Faiz
21 likes
bol ki lab azaad hain tere bol zabaan ab tak teri hai
Faiz Ahmad Faiz
0 likes
ab apna ikhtiyaar hai chahe jahaan chalen rahbar se apni raah juda kar chuke hain ham
Faiz Ahmad Faiz
31 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Faiz Ahmad Faiz.
Similar Moods
More moods that pair well with Faiz Ahmad Faiz's sher.







