zamaana gaur se sunta hai unko mukhar jo maun hona jaante hain
Related Sher
kya hai jo ho gaya hooñ main thoda bahut KHaraab thoda bahut KHaraab to hona bhi chahiye
Jawwad Sheikh
64 likes
vo kis ka hai is se kya lena dena baaz dafa kaafi hai us ka hona bhi
Pooja Bhatia
38 likes
mujhse har shaKHs rooth jaata hai meraa hona bhi mas'ala hai ik
Vishal Singh Tabish
69 likes
uski zulfen udaas ho jaa.e is-qadar roshni bhi theek nahin tumne naaraz hona chhod diya itni naarazgi bhi theek nahin
Fahmi Badayuni
128 likes
chaan dii sona ek taraf teraa hona ek taraf ek taraf teri aañkhen jaadu toona ek taraf
Gyan Prakash Akul
555 likes
More from Atul K Rai
zaraa si der uthne men hui kya lage sab paanv dakshin or karne
Atul K Rai
0 likes
kahaanii kis disha men ja rahi hai sabhi kirdaar maare ja rahe hain
Atul K Rai
0 likes
zindabaad karo us 'aashiq ka jo zanjeeron men bhi hañs kar bol raha paayal ki chham chham zindabaad rahe
Atul K Rai
0 likes
koii to hai chidhaata hai jo mujh...ko main aaiine men jab bhi dekhta hooñ
Atul K Rai
0 likes
barkha ki.e baghair hi baadal chale ga.e garmi se phir zameen kii chamdi udhad gaii
Atul K Rai
0 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Atul K Rai.
Similar Moods
More moods that pair well with Atul K Rai's sher.







