zara un ki shokhi to dekhna liye zulf-e-kham-shuda haath men mere paas aae dabe dabe mujhe saanp kah ke dara diya
Related Sher
muddaton baad ik shaKHs se milne ke li.e aaina dekha gaya baal sanwaare ga.e
Jaun Elia
314 likes
hua hi kya jo vo ha men mila nahin badan hi sirf ek raasta nahin ye pehla ishq hai tumhaara soch lo mere li.e ye raasta naya nahin
Azhar Iqbal
298 likes
ab in jale hue jismoon pe KHud hi saaya karo tumhein kaha tha bataa kar qareeb aaya karo main uske baad mahinon udaas rehta hooñ mazaak men bhi mujhe haath mat lagaaya karo
Tehzeeb Hafi
295 likes
jahaan se jee na lage tum wahin bichhad jaana magar KHuda ke li.e be-vafaaii na karna
Munawwar Rana
85 likes
isi li.e to main roya nahin bichhadte samay tujhe ravana kiya hai juda nahin kiya hai
Ali Zaryoun
183 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Navab Sultan Jahan Begam.
Similar Moods
More moods that pair well with Navab Sultan Jahan Begam's sher.







