zindagi tu ne mujhe qabr se kam dii hai zameen paanv failaaun to deewaar men sar lagta hai
Related Sher
ham hain na ye jo mujhse kahte hain KHud kisi aur ke bharose hain zindagi ke li.e batao kuchh khudkushi ke to sau tariqe hain
Vikram Gaur Vairagi
94 likes
do gaz sahi magar ye meri milkiiyat to hai ai maut tune mujhe zameendaar kar diya
Rahat Indori
93 likes
main agar apni jawaani ke suna doon qisse ye jo launde hain mere paanv dabane lag jaa.e
Mehshar Afridi
136 likes
ye mujhe chain kyun nahin padta ek hi shaKHs tha jahaan men kya
Jaun Elia
508 likes
tu mohabbat se koi chaal to chal haar jaane ka hausla hai mujhe
Ahmad Faraz
135 likes
More from Bashir Badr
KHuda kii us ke gale men ajeeb qudrat hai vo bolta hai to ik raushni sii hoti hai
Bashir Badr
0 likes
patthar ke jigar waalo gham men vo ravaani hai KHud raah banaa lega bahta hua paani hai
Bashir Badr
20 likes
dil ki bastii puraani dilli hai jo bhi guzra hai usne lootaa hai
Bashir Badr
32 likes
tujhe bhool jaane ki koshishein kabhi kaamyaab na ho sakeen tiri yaad shaakh-e-gulaab hai jo hawa chali to lachak gaii
Bashir Badr
32 likes
isee li.e to yahaañ ab bhi ajnabi hooñ main tamaam log farishte hain aadmi hooñ main
Bashir Badr
31 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Bashir Badr.
Similar Moods
More moods that pair well with Bashir Badr's sher.







