zulfon men saja mujhe lo apni tum banaa ke gul ban sada-bahaar main khila rahoonga saa.e men
Related Sher
agar tum ho to ghabraane ki koi baat thodii hai zara si boonda-baan dii hai bahut barsaat thodii hai ye raah-e-ishq hai is men qadam aise hi uthte hain mohabbat sochne waalon ke bas ki baat thodii hai
Abrar Kashif
221 likes
bade naadaan ho tum bhi zara samjha karo baatein gale milkar jo roti hai bichhadkar kitna royegi
Ankita Singh
211 likes
hazaaron saal nargis apni be-noori pe roti hai badi mushkil se hota hai chaman men deeda-war paida
Allama Iqbal
207 likes
ham apni jaan ke dushman ko apni jaan kahte hain mohabbat ki isee miTTi ko hindustan kahte hain
Rahat Indori
212 likes
tumhein husn par dastaras hai mohabbat wohabbat badaa jaante ho to phir ye batao ki tum us kii aankhoñ ke baare men kya jaante ho ye jugraafiya falsafa psychology science riyaazi waghera ye sab jaanna bhi ahem hai magar us ke ghar ka pata jaante ho
Tehzeeb Hafi
1279 likes
More from Abha sethi
mud ke the dekha ki.e ham bhi to us..ko phir to laazim tha KHuda uskaa ho jaana
Abha sethi
0 likes
paaya na tumhein kho baithe KHud ko hi ham paagal is dil ne bhi kii nadaani hai
Abha sethi
0 likes
yuñ to hai daftar men kaam bahut phir bhi nikaal lete vaqt tasavvur ka tere
Abha sethi
0 likes
waqt be-waqt yuñ hi aaya kar dil hai ghabraata waado se meraa
Abha sethi
0 likes
kho gaya tha chaand chaandni hui na raat thii uth ga.e vo pahluu se hui na koi baat thii
Abha sethi
0 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Abha sethi.
Similar Moods
More moods that pair well with Abha sethi's sher.







