kuchh tumhari nigah kafir thi kuchh mujhe bhi kharab hona tha
Top 20 Sher Series
Shayari of Asrar-ul-Haq Majaz
Shayari of Asrar-ul-Haq Majaz ek clean reading flow me, writer aur full-detail links ke saath.
Total
20
Sher
20
Featured Picks
Series se pehle kuch standout sher padhein.
tire mathe pe ye anchal bahut hi khuub hai lekin tu is anchal se ik parcham bana leti to achchha tha
यह शे’र इसरार-उल-हक़ मजाज़ के मशहूर अशआर में से एक है। माथे पे आँचल होने के कई मायने हैं। उदाहरण के लिए शर्म व लाज का होना, मूल्यों का रख रखाव होना आदि और भारतीय समाज में इन चीज़ों को नारी का शृंगार समझा जाता है। मगर जब नारी के इस शृंगार को पुरुष सत्तात्मक समाज में नारी की कमज़ोरी समझा जाता है तो नारी का व्यक्तित्व संकट में पड़ जाता है। इसी तथ्य को शायर ने अपने शे’र का विषय बनाया है। शायर नारी को सम्बोधित करते हुए कहते हैं कि यद्यपि तुम्हारे माथे पर शर्म व हया का आँचल ख़ूब लगता है मगर उसे अपनी कमज़ोरी मत बना। वक़्त का तक़ाज़ा है कि आप अपने इस आँचल से क्रांति का झंडा बनाएं और इस ध्वज को अपने अधिकारों के लिए उठाएं। shafaq sopori
ishq ka zauq-e-nazara muft men badnam hai husn khud be-tab hai jalva dikhane ke liye
love is needlessly defamed that for vision it is keen beauty is impatient too for its splendour to be seen
dafn kar sakta huun siine men tumhare raaz ko aur tum chaho to afsana bana sakta huun main
bahut mushkil hai duniya ka sanvarna tiri zulfon ka pech-o-kham nahin hai
roen na abhi ahl-e-nazar haal pe mere hona hai abhi mujh ko kharab aur ziyada
kya kya hua hai ham se junun men na puchhiye uljhe kabhi zamin se kabhi asman se ham
ye aana koi aana hai ki bas rasman chale aae ye milna khaak milna hai ki dil se dil nahin milta
aankh se aankh jab nahin milti dil se dil ham-kalam hota hai
rudad-e-ghham-e-ulfat un se ham kya kahte kyunkar kahte ik harf na nikla honton se aur aankh men aansu aa bhi gae
haae vo vaqt ki jab be-piye mad-hoshi thi haae ye vaqt ki ab pi ke bhi makhmur nahin
sab ka to mudava kar daala apna hi mudava kar na sake sab ke to gareban si daale apna hi gareban bhuul gae
kyuun javani ki mujhe yaad aai main ne ik khvab sa dekha kya tha
tum ne to hukm-e-tark-e-tamanna suna diya kis dil se aah tark-e-tamanna kare koi

You have reached the end.
Explore Similar Collections
Shayari of Asrar-ul-Haq Majaz FAQs
Asrarul Haq Majaz Top 20 me kya milega?
Asrarul Haq Majaz ke selected sher readable cards, internal detail links, aur writer discovery ke saath milenge.
Kya is page ki links internal hain?
Haan, collection links, writer links aur detail links sab Kuch Alfaaz ke internal routes par map kiye gaye hain.
Collection ko kaise explore karein?
Type filter (Sher/Ghazal/Nazm), featured picks aur similar collections rail use karke fast discovery kar sakte hain.