roti khaane ke mutalliq eik mota sa usool hai ki har luqma achchi tarah chabaa kar khaao. lu'aab dahan mein use khoob hal hone do taaki me'de par ziyaada bojh na pade aur iski ghizaaiyat barqaraar rahe. padhne ke liye bhi yahi mota usool hai ki har lafz ko, har khayaal ko achchi tarah zahan mein chabaao. us luaab ko jo padhne se tumhaare dimaagh mein paida hoga, achchi tarah hal karo taaki jo kuchh tumne padhaa hai, achchi tarah hazam ho sake. agar tumne aisa na kiya to uske nataaij bure honge jiske liye tum likhne waale ko zimmedaar na thahra sakoge. woh roti jo achchi tarah chabaa kar nahi khaai gayi tumhaari bad-hazmi ki zimmedaar kaise ho sakti hai?
Poetry Collection
Student
Student par curated selection jahan sher, ghazal aur nazm ko readable format me discover kiya ja sakta hai.
Total
3
Sher
3
Ghazal
0
Nazm
0
Featured Picks
Is collection se writer-diverse top picks for quick reading.
shagird tarz-e-khanda-zani mein hai gul tera ustad-e-andalib hain soz-o-fughan mein hum
बग़ैर किसी मक़सद के पढ़ना फ़ुज़ूल ही नहीं मुज़िर भी है। जिस क़दर हम बग़ैर किसी मक़सद के पढ़ते हैं उसी क़दर हम एक बा-मानी मुताला से दूर होते जाते हैं।
roti khaane ke mutalliq eik mota sa usool hai ki har luqma achchi tarah chabaa kar khaao. lu'aab dahan mein use khoob hal hone do taaki me'de par ziyaada bojh na pade aur iski ghizaaiyat barqaraar rahe. padhne ke liye bhi yahi mota usool hai ki har lafz ko, har khayaal ko achchi tarah zahan mein chabaao. us luaab ko jo padhne se tumhaare dimaagh mein paida hoga, achchi tarah hal karo taaki jo kuchh tumne padhaa hai, achchi tarah hazam ho sake. agar tumne aisa na kiya to uske nataaij bure honge jiske liye tum likhne waale ko zimmedaar na thahra sakoge. woh roti jo achchi tarah chabaa kar nahi khaai gayi tumhaari bad-hazmi ki zimmedaar kaise ho sakti hai?
shagird tarz-e-khanda-zani mein hai gul tera ustad-e-andalib hain soz-o-fughan mein hum
बग़ैर किसी मक़सद के पढ़ना फ़ुज़ूल ही नहीं मुज़िर भी है। जिस क़दर हम बग़ैर किसी मक़सद के पढ़ते हैं उसी क़दर हम एक बा-मानी मुताला से दूर होते जाते हैं।
You have reached the end.
Explore Similar Collections
Student FAQs
Student collection me kya milega?
Student se related curated sher, selected ghazal excerpts aur context-friendly reading flow milega.
Kya is page ki links internal hain?
Haan, collection links, writer links aur detail links sab Kuch Alfaaz ke internal routes par map kiye gaye hain.
Collection ko kaise explore karein?
Type filter (Sher/Ghazal/Nazm), featured picks aur similar collections rail use karke fast discovery kar sakte hain.