aadat ke baa'd dard bhi dene laga maza hans hans ke aah aah kiye ja raha huun main
Related Sher
apne dil men takaza hamko aur gale se lagaaoge hamko ham nahin itne pyaar ke qaabil tum to paagal banaoge hamko
Abrar Kashif
106 likes
himmat taakat pyaar bharosa jo hai sab insey hi hai kuchh number hain jin par maine akshar phone lagaaya hai
Pratap Somvanshi
96 likes
teri aankhoñ men jo ik qatra chhupa hai main hooñ jisne chhup chhup ke teraa dard saha hai main hooñ ek patthar ki jise aanch na aayi tu hai ek aaina ki jo toot chuka hai main hooñ
Fauziya Rabab
97 likes
dukh apna agar ham ko bataana nahin aata tum ko bhi to andaaza lagana nahin aata
Waseem Barelvi
105 likes
teri nigaah-e-naaz se chhoote hue darakht mar jaayen kya karen bataa sukhe hue darakht hairat hai ped neem ke dene lage hain aam pagla ga.e hain aapke choo men hue darakht
Varun Anand
96 likes
More from Jigar Moradabadi
jo toofaanon men palte ja rahe hain vahii duniya badalte ja rahe hain
Jigar Moradabadi
16 likes
jo un pe guzarti hai kis ne use jaana hai apni hi museebat hai apna hi fasana hai
Jigar Moradabadi
11 likes
husn ko bhi kahaan naseeb jigar vo jo ik shay mirii nigaah men hai
Jigar Moradabadi
22 likes
ibtida vo thii ki jeena tha mohabbat men muhaal intiha ye hai ki ab marna bhi mushkil ho gaya
Jigar Moradabadi
24 likes
ya vo the KHafaa ham se ya ham hain KHafaa un se kal un ka zamaana tha aaj apna zamaana hai
Jigar Moradabadi
15 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Jigar Moradabadi.
Similar Moods
More moods that pair well with Jigar Moradabadi's sher.







